Agarr Tumm Naa Hote Lyrics — Nihal Tauro

Agarr Tumm Naa Hote is a gorgeous song, and it has awesome singing by Nihal Tauro. The neat lyrics of the canticle are penned down by Sameer Anjaan. Himesh Reshammiya is the songster of AGARR TUMM NAA HOTE’s laudable music. The estimable music video of the wonderful warbling is ordered by Himesh Reshammiya Melodies.

Song Title: Agarr Tumm Naa Hote
Lead Vocalist: Nihal Tauro
Lyrics Writer: Sameer Anjaan
Music Composer: Himesh Reshammiya
Director: Himesh Reshammiya Melodies

NIHAL TAURO · AGARR TUMM NAA HOTE FULL SONG LYRICS


Iklota Dil Tha Mera,
Kaise Sambhala,
Tanhaiyon Se Ise,
Tune Nikala,

Ishq Ki Mujhko Chahat Na Hoti,
Jeene Ki Bhi Jarurat Na Hoti,

Agarr Tum Na Hote,
Zindagi Veeran Hoti,

Agar Tum Na Hote,
Zindagi Veeran Hoti,

Ishq Ki Mujhko Chahat Na Hoti,
Jeene Ki Bhi Jarurat Na Hoti,

Agar Tum Na Hote,
Zindagi Veeran Hoti,
Agar Tum Na Hote,
Zindagi Veeran Hoti,

Khud Se Hua Main Juda,
Ankhon Se Jo Tune Shua,
Kahin Kuch To Hain Hua,
Kuch Hua Re,

Khwabon Mein Kisi Ko Basana,
Hota Hai Kya Dil Lagana,
Pehali Dafa Ye Jana,
Jana Re,

Ajnabi Pyas Hain,
Ye Sama Khas Hain,
Tu Mere Pass Hain,
Pass Hai,

Iklota Dil Tha Mera,
Kaise Sambhala,
Tanhaiyon Se Ise,
Tune Nikala,

Ishq Ki Mujhko Chahat Na Hoti,
Jeene Ki Bhi Jarurat Na Hoti,

Agar Tum Na Hote,
Zindagi Veeran Hoti,

Agar Tum Na Hote,
Zindagi Veeran Hoti,

Tujhse Mila To Laga,
Dooriyan Hain Ek Saja,
Jeene Ki Hain Tu Wajah,
Tu Wajah Re,

Tu Jo Kahe Kar Jaun,
Had Se Guzar Jaun,
Tere Liye Mar Jaun,
Mar Jaun Re,

Tere Deedar Ka,
Silsila Pyar Ka,
Yu Hi Chalta Rahe Ab Sada,

Iklota Dil Tha Mera,
Kaise Sambhala,
Tanhaiyon Se Ise,
Tune Nikala,

Ishq Ki Mujhko Chahat Na Hoti,
Jeene Ki Bhi Jarurat Na Hoti,

Agar Tum Na Hote,
Zindagi Veeran Hoti,
Agar Tum Na Hote,
Zindagi Veeran Hoti,

Agarr Tumm Naa Hote Hindi Music Video | Nihal Tauro

Play the most recent music video for Agarr Tumm Naa Hote with blissful lyrics handsomely performed by Nihal Tauro.

Enjoy the cracking lyrics of Nihal Tauro’s just released Hindi song Agarr Tumm Naa Hote. The author Sameer Anjaan presents the exemplary lyrics.