Hai Zaroori Lyrics is Hindi soothing melody which is sung by Prakriti Kakar. Amaal Mallik is music producer of Sonakshi Sinha starrer song from her latest film Noor. Manoj Muntashir is author of the “HAI ZARURI” track lyrics and T-Series released it worldwide.
Β SONAKSHI SINHA’S HAI ZAROORI FULL SONG LYRICS – NOOR FILM
Kabhi kabhi lage yahi Kabhi-kabhi lage yahi Kisi ke vaaste kahan Ke chori chupke se, Ke paani paani akhiyon ka Reh gayi aarzu ik adhoori Nasamajh the hum Manzile kya hai Kisi ke vaste kahan Ke chori-chori chupke se Reh gayi aarzu ik adhoori Muskurane ke kitne bahane the Dil ki baatein toh Kisi ke vaaste kahan Ke chori-chori chupke se Reh gayi arzu ik adhoori
Jo hona tha hua wahi
Badalna bhi hawaon ka
Hai zaruri.
Jo milna tha mila wahi
Bikharna bhi duaon ka
Hai zaroori,
Zameen pe aya asmaan
Ye dooriyan rahi bas dooriyan.
chupke se rona hai zaruri,
Akhiyon ka hona hai zaroori.
Ke kabhi-kabhi aisa bhi
Aisa bhi hona hai zaruri.
Jo ye bhi na samjhe
Waqt aane par
Sab badalte hain.
Aur raaste kya hai
Log pal bhar mein
Yahan rab badalte hain.
Kinare aayein kashtiyan
Yeh dooriyan rahe bas dooriyan.
Chupke se rona hai zarruri
Ke pani pani akhiyon ka
Akhiyon ka hona hai zarruri.
Ke kabhi-kabhi aisa bhi
Aisa bhi hona hai zaruri.
Phir aankheon ne
Kyun nami chun li,
Sab aasmaani thi
Hum hi paagal the
Is dil ki jo sunli,
Mili hai raat se subha
Ke duriyan rahin bas duriyan.
Chupke se rona hai zaruri
Ke pani pani akhiyon ka
Akhiyon ka hona hai zaruri.
Ke kabhi-kabhi aisa bhi
Aesa bhi hona hai zaruri.