Jag Ghoomeya Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan | Sultan
Song: Jag Ghoomeya
Movie/Album: Sultan
Singers: Rahat Fateh Ali Khan, Neha Bhasin
Music composer: Vishal & Shekhar
Lyrics: Irshad Kamil
Jag Ghoomeya Lyrics is melodious song whose male version is sung by Rahat Fateh Ali Khan with female version in voice of Neha Bhasin.The song is taken from Salam Khan’s Sultan Movie & its music is composed by Vishal & Shekhar.Lyrics of Jag Ghumeya song are written by Irshad Kamil.
JAG GHOOMEYA SONG
Na Woh Akhiyan Roohani Kahin,
Na Woh Chehra Noorani Kahin,
Kahin Dil Wali Baatein Bhi Na,
Na Woh Sajri Jawani Kahin,
Jag Ghumeya Thare Jaisa Na Koi [x2].
Na To Hasna Rumani Kahin,
Na To Khushbu Suhani Kahin,
Na Wo Rangli Aadayein Dekhi,
Na Wo Pyari Si Naadani Kahin.
Jaisi Tu Hai Vaisi Rehna,
Jag Ghumeya Thare Jaisa Na Koi,
Jag Ghoomya Thaare Jaisa Na Koi [x2].
Instrumentals,
Baarishon Ke Mausmon Ki,
Bheegi Hariyali Tu,
Sardiyon Mein Gaalon Pe Jo,
Aati Hai Woh Laali Tu.
Raaton Ka Sukoon,
Raaton Ka Sukoon Bhi Hai,
Subha Ki Azaan Hai,
Chahton Ki Chadron Mein,
Maine Hai Sambhali Tu.
Kahin Agg Jaisi Jalti Hai,
Bane Barkha Ka Paani Kahin,
Kabhi Mann Jaana Chupke Se,
Yunhi Apni Chalani Kahi.
Jaisi Tu Hai Waisi Rehna,
Jag Ghumeya Thare Jaisa Na Koi [x2].
Insturmentals,
Apne Naseebon Mein Ya,
Hausle Ki Baaton Mein,
Sukhon Aur Dukhon Wali,
Saari Saugaaton Mein.
Sang Tujhe Rakhna Hai,
Sang Tujhe Rakhna Hai,
Tune Sang Rehna,
Meri Duniya Mein Bhi,
Mere Jazbaton Mein.
Teri Milti Nishani Kahin,
Jo Hai Sab Ko Dikhani Kahin,
Tu Toh Jaani Hai Marke Bhi,
Mujhe Aati Hai Nibhani Kahin.
Wo Hi Karna Jo Hai Kehna,
Jag Ghoomeya Thare Jaisa Na Koi [x4].