Kahin Na Kahin Lyrics is romantic Hindi track which is melodiously sung by Papon.The song is from his new album ‘The Story Now’ and its lyrics are penned by Ankur Tewari with Papon himself.
Song Name: Kahin Na Kahin
Album: The Story Now
Singers: Papon
Lyricist: Papon, Ankur Tewari
Kahin Na Kahin Lyrics – Papon
Kahin Na Kahin Tum
Bheegoge Taak,
Chupke Se Dekha Hai,
Humne Ye Khwab.
Jaane Kahun Tumse,
Kaise Itni Si Baat,
Tum Hi Kehdo
Kuch Ye Hai Ab Aas.
Jo Bhi Dekhe Sapne Maine,
Maine Tumse Hi Woh The,
Jage Aisi Neendon Se,
Ke Tum Saath Ho Mere.
Saara Jahan Tumhi Tum Ho,
Mujhe Bhaye Kuch Nahi,
Tere Bina Khaabon Se Kabhi,
Jag Na Paunga Main.
Aankhein Moondun Toh Main,
Khushbu Teri Mujhe,
Le Jaye Teri Ore.
Ankhein Kholun To Main,
Aur Jo Tu Na Dikhe,
Kya Kahoon Kaisa Lage.
Sara Jahan Tumhi Tum Ho,
Mujhe Bhaye Kuch Nahi,
Tere Bina Khaabon Se Kabhi,
Jag Na Paunga Main.
Kahin Kahin Na Kahin,
Tum Bheegoge Taak,
Chupke Se Dekha Hai,
Humne Ye Khaab.
Jaane Kahun Tumse,
Kaise Itni Si Baat,
Tum Hi Kehdo,
Kuch Hi Hai Ab Aas.
Sara Jahan Tumhi Tum Ho,
Mujhe Bhaye Kuch Nahi,
Tere Bina Khaabon Se Kabhi,
Jag Na Paunga Main.