Khuda Se Dar Lyrics — Asim Riaz

Khuda Se Dar Lyrics by Asim Riaz is a extraordinary song. Charan, Buckroll is the songsmith of KHUDA SE DAR’s fashionable music. The supreme Khuda Se Dar Hindi lyrics of the theme are summed up by Asim Riaz. The ethical music video of the delectable ode is administered by Jay Singal.

  • Khuda Se Dar
    Title of Song
  • Asim Riaz
    Backing Vocalist
  • Asim Riaz
    Lyrics
  • Charan, Buckroll
    Producer

ASIM RIAZ · KHUDA SE DAR FULL SONG LYRICS


Khuda Se Dar Khuda Se Dar,
Khuda Se Dar Dar,
Duhayi De Duhayi Le, Ha Dil Se Lad,
Joh Bhi Hai Tera Hai, Mehnat Kar,
Joh Bhi Hai Ya, Uski Rehmat Ka Asar,

Khuda Se Dar Khuda Se Dar,
Khuda Se Dar Dar,
Khuda Se Dar Khuda Se Dar,
Khuda Se Dar Dar,
Khuda Se Khuda Se Khuda Se,
Uh Khuda Se Khuda Se Khuda Se,

Khuda Se Dar, Apna Sar Uthake Chal,
Kyunki Dabanewalon Ki, Tuhjpe Hai Nazar,
Jalane A Rahe Hai Tera Ghar,
Jalane A Rahe Hai Tere Par,
Zamane Se Na Kar Umeed, Zamane Ko Nahi Qadar,
Kamake Apni Jebe Bhar,
Hasake Nazron Me Chadh,

Maa Aur Bap Ka Tu Bachon Jaisa, Dheyan Rakha Kar,
Na Tu Rehna Bekhabar, Na Tu Rehna Bekhabar,
Teri Khud Ki Rakhi, Hai Taiyar Kabar Bande,

Khuda Se Dar Khuda Se Dar,
Khuda Se Dar Dar,
Khuda Se Dar Khuda Se Dar,
Khuda Se Dar Dar,
Khuda Se Khuda Se Khuda Se,

Dil Se De Dil Se Lad Uh Yeh,
Samjhega Tu Meri Batein,
To Tuhje Hai Mera Salam,
Aya Me Yanha Failane, Mohabbat Ka Paigam,
Saf Tu Rakhna Apne Kam,
Nasheke Kitne Bure Anjam,
Tu Ake Dekh Kitne Huye Khatam,
Maa Ki Ankhe Abhi Bhi Nam,

Social Media Pe Ailaan, Ye Hindu Yeh Musalman,
Khokhla Karne Ko Insan,
Band Kamro Me Bann Rahe Kyun Plan,
Band Kamron Me Chal Rahe, Jamke News Ke,
Bhukhe Subah Sham,
Hai Khabron Me Yeh Mahan, Libaz Mein Shaitan,

Samajh Le Bhai Maut Ki Keemat,
Hoti Hai Kya Hai Tuhje Pata,
Samajh Le Bhai, Khauf Ki Jilat Hoti Hai Kya,
Hai Tuhje Pata Hai Muhje Pata,
Ja Kisi Se Poochh, Le Mera Pata,
Delhi Se Door, Hai Mera Pata,
Goli Ki Gunj Se, Kabhi Hoti Thi Meri Subah,

Mera Gunah Mera Gunah, Auro Ko Maf Muhje Saja,
Kare Yanha Sab Bole Toh Wah,
Darenge Jab Dhalega Chand,
Hai Yeh Kudrat Ka Kamaal,
Karma Dekhe Hai Nakab,
Yahin Bharoge Janab, Apne Karmo Ka Tum Hisab,

Khuda Se Dar Khuda Se Dar,
Khuda Se Dar Dar,
Khuda Se Dar Khuda Se Dar,
Khuda Se Dar Dar,
Duhayi De Duhayi Le, Ha Dil Se Lad,
Joh Bhi Hai Tera Hai, Mehnat Kar,
Joh Bhi Hai Tera Hai Mehnat Kar,
Khuda Se Dar Dar.

Khuda Se Dar Hindi Music Video | Asim Riaz

Let’s stream sweet music video for Khuda Se Dar with divine lyrics wonderfully sung by Asim Riaz.

Let’s read the adorable lyrics of Asim Riaz’s present day’s Hindi song Khuda Se Dar. The author Asim Riaz presents the laudable lyrics.