Mohenjo Mohenjo Lyrics – A.R. Rahman & Arijit Singh

Mohenjo Mohenjo Lyrics – A.R. Rahman & Arijit Singh

mohenjo mohenjo daro

Song – Mohenjo Mohenjo

Singer – A.R. Rahman, Arijit Singh, Bela Shende, Sanah Moidutty

Music – A.R. Rahman

Lyrics – Javed Akhtar

Music On T-series

Mohenjo Mohenjo Lyrics in voice of A.R. Rahman, Arijit Singh, Bela Shende and Sanah Moidutty from ‘Mohenjo Daro’ film featuring Hrithik Roshan, Pooja Hegde, Kabir Bedi, Arunodaya Singh and Suhasini Mulay.Lyric of the ‘MOHENJO’ song are written by Javed Akhtar and composed by A.R. Rahman.

Mohenjo mohenjo mohenjo.. Mohenjo daro,

miljul aur fir mil,
haan miljul aur fir mil,
bun le taana baana,
tu jaana pehchana,

miljul aur fir mil,
haan miljul aur fir mil,

chand aur sooraj dono ne dekha,
mohenjo daro mein rangon ka mela,

mohenjo mohenjo mohenjo.. Mohenjo daro,

musha,
ye jo mela hai,
musha,
ye jo khela hai,
musha,
yehi mela yehi khela hai jeevan,

musha,
arre sun sun sun,
musha
kahein kisko gun,
musha,
yahan par dhani hai wo,
jo mann ka paaye rang ooo,

Sabke apne chehre apni boli oo.. O..
Par sab apne hain jaan le tu,
haan jaan le,

inko gyan de inse gyan le,
vypari banja re,
parde si anjaan sabhi ko hai pukare,
mohenjodaro,

mohenjo mohenjo mohenjo.. Mohenjo daro,

chand aur sooraj dono ne dekha,
mohenjo daro mein rangon ka mela,

jo bhi yahaan par aata hai,
sunte hain woh kho jaata hai,
nagri jadoo ki hai ye mujhe hai pata,

jo rang hai,
jo dhang hai,
behka bhi de,
behla bhi de,

phir bhi mera,
mann kehta hai,
yeh jadoo toh,
hone ko hai,
apne ko tu,
khone ko hai,

musha,
ye jo mela hai,
musha,
ye jo khela hai,
musha,
yehi mela yehi khela hai jeevan,

musha, (x3)

yahan par dhani hai wo,
jo mann ka paaye rang ooo..

Chand aur sooraj dono ne dekha,
mohenjo daro mein rangon ka mela,

mohenjo mohenjo mohenjo.. Mohenjo daro,

musha,
ye jo raat aayi,
musha,
wo ye rutt layi,
musha,
yehi rutt jo tere mann mein sapne bode,

musha,
mera kehna sun,
musha,
wohi rasta chun,
musha,
wo hi rasta jise paake tu,
har chinta kho de,

jag mein kuch tu chaahe,
kuch main chaahun,
sabke sapne hain jaan le tu,
ho jaan le,

sapne poore hon tu ye thaan le,
jitni hain aashayein,
wo puri ho jayein,
tabhi toh sab aayein,
mohenjodaro.