Musafir Lyrics (Shab) featuring Raveena Tandon, Arpita Chatterjee & Ashish Bisht from Movie Shab is aΒ heart touching Hindi song in voice of KK & music of Mithoon. Amitabh S. Verma is songwriter while Eric Pillai (Future Sound Of Bombay) mixed & mastered the final version.
Musafir main hoon,
Parinda jaise phire dar badar,
Jahaan waqt ho thama,
Kyun tanha aiaiya, aaiaiya, aaiaiya,
Main hi nazar main hi zubaan,
Khud se hi roshan,
Kyun tanha aiaaiyaa, aaiaaiyaa, aaiaaiyaa, Ik ehsaan karde zara,
Tujhse judoon main,
Kyun tanhayi aiaiyan aiaiyan aiaiyan aiaiyan,
Musafir main hoon,
Parinda jaise phire dar badar,
MUSAFIR SONG LYRICS – MOVIE SHAB | KK, MITHOON
Ye kis mod par,
Nazar mein nahi hai koi bhi dagar,
Ye puche kahan hai mera ek basar,
Aur ho sukoon zara,
Dil ki duha aiaiya, aaiaiyaa, aaiaiya,
Kyun ye juda aiaiyaa, aaiaiyaa, aaiaiya,
Ruh me sama aiaiya, aaiaiya, aaiaiya.
Main hi toh khwaish mein,
Khwaabon mein hoon,
Main hi asar main hi wajah,
Main hi toh apne iraadon mein hoon.
Khud ka main humdum,
Khud kahoon reh bar
Hai khud pe yakeen bas mujhe,
Par apno se faasle hai.
Dil ki duha aiaaiyaa, aaiaaiyaa, aaiaaiyaa,
Kyun ye juda aiaaiyaa, aaiaaiyaa, aaiaaiyaa,
Rooh me sama aiaaiyaa, aaiaaiyaa, aaiaaiyaa -x2.
Apni mohabbat ki de de panaah,
Jeene ka hai,
Tuhi sabab,
Phir main karun ye jazbaat bayaan.
Juda hi rahun main,
Teri wafaon ke saaye mein,
Ye safar katey.
Dil ki duhayi aiaiyan aiaiyan aiaiyan aiaiyan,
Kyun ye judayi aiaiyan aiaiyan aiaiyan aiaiyan,
Rooh mein sama aiaiyan aiaiyan aiaiyan aiaiyan.
Yeh kis mod par,
Nazar mein nahi hai koi bhi dagar,
Ye puche kahan hai mera ek basar,
Jahaan waqt ho thama,
Aur ho sukoon zara.