Nahi Hai Koi Duniya Mein Hamara Lyrics {English Meaning}: Syed Hassan Ullah Hussaini
“Nahi Hai Koi Duniya Mein Hamara” is a devotional Naat from Syed Hassan Ullah Hussaini with traditional lyrics and composition. It opens with the declaration that the singer has no one in the world. The only support is the Messenger of Allah.
Released: December 1, 2022
Nahi Hai Koi Duniya Mein Hamara
Syed Hassan Ullah Hussaini
Lyricist
Traditional
Composer
Traditional
Syed Hassan Ullah Hussaini’s Nahi Hai Koi Duniya Mein Hamara Lyrics Translation
The verses compare life to a boat trapped in a raging whirlpool with no shore in sight. Other lines state that good deeds alone are not enough to enter paradise. A signal of mercy from the divine guide is required.
Nahin Hai Koi Duniya Mein Humara Ya Rasool AllahI have no one in this world, O Messenger of Allah
Faqat Hai Aap Hi Ka Ik Sahara Ya Rasool AllahYou are my only support, O Messenger of Allah
Sarapa Masiyat Hoon Baar Hai Behad Gunahon KaI am steeped in transgression, with a burden of countless sins
Bachana Naar-e-Dozakh Se Khudara Ya Rasool AllahFor God’s sake, save me from the fires of hell, O Messenger of Allah
Faqat Hai Aap Hi Ka Ik Sahara Ya Rasool AllahYou are my only support, O Messenger of Allah
Talatum Khez Hai Darya Bhanwar Mein Hai Meri KashtiThe river is raging, and my boat is caught in a whirlpool
Nazar Aata Nahin Koi Kinara Ya Rasool AllahI cannot see a single shore in sight, O Messenger of Allah
Faqat Hai Aap Hi Ka Ik Sahara Ya Rasool AllahYou are my only support, O Messenger of Allah
Faqat Aamaal Ke Badle Na Paaye Ga Koi JannatNo one will attain paradise by their deeds alone
Na Hoga Jab Talak Tera Ishara Ya Rasool AllahNot until you give the signal, O Messenger of Allah
Faqat Hai Aap Hi Ka Ik Sahara Ya Rasool AllahYou are my only support, O Messenger of Allah
Haqeeqat Mein Bohat Badh Kar Hai Arsh-e-Mualla SeIn truth, it is far greater than even the highest throne
Zameen Jis Par Ho Naqsh-e-Paa Tumhara Ya Rasool AllahThe ground that holds the print of your foot, O Messenger of Allah
Faqat Hai Aap Hi Ka Ik Sahara Ya Rasool AllahYou are my only support, O Messenger of Allah
Tadapta Hai Mera Dil Aur Tarasti Hain Bohat AankheinMy heart aches with longing, and my eyes desperately search
Bula Lo Phir Madine Mein Dobara Ya Rasool AllahCall me to Medina once more, O Messenger of Allah
Faqat Hai Aap Hi Ka Ik Sahara Ya Rasool AllahYou are my only support, O Messenger of Allah
Gunahgaran-e-Ummat Ka Khajal Hona Saza PaanaFor the sinners of your nation to be shamed and punished
Teri Rehmat Ko Kab Hoga Gawara Ya Rasool AllahHow could your mercy ever bear to see it, O Messenger of Allah?
Faqat Hai Aap Hi Ka Ik Sahara Ya Rasool AllahYou are my only support, O Messenger of Allah
Dam-e-Aakhir Zara Hassam Par Itna Karam KarnaAt my final breath, grant Hassam just one favor
Ke Us Ke Lab Par Ho Kalma Tumhara Ya Rasool AllahLet the words of your creed be upon his lips, O Messenger of Allah
Faqat Hai Aap Hi Ka Ik Sahara Ya Rasool AllahYou are my only support, O Messenger of Allah
Nahin Hai Koi Duniya Mein Humara Ya Rasool AllahI have no one in this world, O Messenger of Allah
Faqat Hai Aap Hi Ka Ik Sahara Ya Rasool AllahYou are my only support, O Messenger of Allah
The song is a statement of complete surrender to a higher power. It moves from a description of worldly helplessness to a plea for spiritual intercession. The meaning of the “Nahi Hai Koi Duniya Mein Hamara” lyrics shows that faith is the only comfort in times of isolation.