Neha Kakkar Rain Mashup Lyrics

 

Neha Kakkar Rain Mashup

Rain Mashup Lyrics in melodious voice of Neha Kakkar is a fantastic song which contains lyric from number of most popular songs from last few years, but gives a unique touch in India’s selfie queen Neha Kakkar’s tone.

Song Title: Rain Mashup
Artists: Neha Kakkar
Song Writer: Various

Neha Kakkar Rain Mashup Lyrics

RAIN MASHUP LYRICS – NEHA KAKKAR

Tip-tip barsa paani
Paani mein aag lagaye
Aag lagi dil mein toh
Dil ko teri yaad aayi
Teri yaad ayi toh,

Jal utha mera bheega badan
Ab tuhi batao sajan main kya karoon.

Ahaan, ahan haan haan
Ahaan … ahaan (x2).

Na nana nana naam tera mere
Labon par aya tha
Ho ….
Naam tera mere labon par aya tha.

Ho maine bahane se
Tumhe bulaya tha
Jhoom kar aa gaya saawan
Main kya karu.

Ahaan, ahan haan haan
Ahaan … ahaan (x2).

Bheege-bheege tere lab
mujhko kuch kehte hain
Dil hai khush mera
Ke khayal ek jaise hain,

Roko na yun khud ko tum
Sunlo dil ki baat ko
Dhal jaane do shaam aur
Aa jaane do raat ko.

Kitna haseen ye lamha hai
Kismat se maine churaya hai.

Aaj ki raat na jaana tu
Saawan aya hai
tere aur mere milne ka mausam aya hai
Sabse chupa ke tujhe seene se lagana hai
Pyar mein tere hadh se guzar jana hai,

Itna pyar kisi pe pehli baar aya hai,
Mohabbat barsa dena tu sawan aya hai
Tere aur mere milne ka mausam aya hai.

Koi nahi tere siwa mera yahan
Manzile meri toh sab yaha
Mita de sabi aaja faasle
Main chahun mujhe mujhse baant le
Zara mujhme tu jhaank le
Main hoon kahan.

O kabhi jo badal barse
Main dekhun tujhe aankhein bharke
Tu lage mujhe pehli baarish ki dua,

Tere pehlu mein reh lu
Main khud ko paagal keh lu
Tu gham de ya khushiyan se lu
Saathiya.

Lagi aaj sawan ki phir wo jhadi hai (x2),
Wohi aag seene main phir jal padi hai
Lagi aaj saawan ki phir wo jhadi hai.

Ahaan, ahaan haan haan
Ahaan … ahaan (x2).

Tip-tip barsa pani
Paani mein aag lagaaye
Aag lagi dil mein toh
Dil ko teri yaad ayi
Teri yaad ayi toh,
Jal utha mera bheega badan
Ab tuhi batao sajan main kya karu.