Rashke Qamar – Sonu Kakkar

Rashke Qamar - Sonu KakkarRashke Qamar Lyrics is a cover song by Sonu Kakkar. The original tune is performed by Nusrat Fateh Ali Khan and meaning of song Rashke Qamar is making the moon envious.

SONU KAKKAR’s RASHKE QAMAR SONG LYRICS | NFAK

 

Mere rashke kamar,

Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi
Maza aa gaya -x3.

Jab nazar se milayi maza aa gaya.

Barkasi gir gayi
Kaam hi kar gayi,

Barkasi gir gayi
Kaam hi kar gayi,

Aag aisi lagayi
Maza aa gaya.

Mere rashke kamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi
Maza aa gaya.

Behijabani muh samne aa gaye -x2,
Aur jawani, jawani se takra gayi -x2,

Aankh unki ladi
Yun meri aankh se,

Aankh unki ladi
Yun meri aankh se
Dekh kar ye ladayi maza aa gaya.

Mere rashke qamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi, Maza aa gaya.

Jaam mein ghol kar
Husn ki mastiyan -x2,

Chaandni muskurayi maza aa gaya -x2,

Chaand ke saye mein
Ae mere saakiya -x2,

Tune aisi pilayi maza aa gaya.

Mere rashke kamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi
Maza aa gaya -x3.

Barkasi gir gayi
Kaam hi kar gayi -x2.

Aag aisi lagayi maza aa gaya
Mere rashke kamar tune pehli nazar
Jab nazar se milayi maza aa gaya.