ROOTHA KYUN LYRICS: Mohit Chauhan | 1920 London

Rootha Kyun Lyrics From 1920 London (2016) Film

rootha-kyun-mohit-chauhan-1920-london-song

Song: Rootha Kyun

Singers: Shaarib & Toshi Feat. Mohit Chauhan/ Payal Dev

Movie/ Album: 1920 London (2016)

Music: Shaarib & Toshi

Lyrics: Azeem Shirazi

Label: T-series

Rootha Kyun Lyrics in Voice of Shaarib & Toshi Feat. Mohit Chauhan/ Payal Dev, is Romantic Hindi Song Starring Sharman Joshi, Meera Chopra, Vishal Karwal Which is Composed by Shaarib & Toshi With Lyrics Written by Azeem Shirazi.

Rootha Kyu Lyrics

Rootha Kyun?
Mujhse Khafa Na Hona Itna Tu,
Sansein Bhi Tere Bina Main Na Loon,
Jaane Kyun Bewajah,

Rehne De,
Teri Mohabbaton Mein Rehne De,
Tere Khaabon Mein Mujhe Behne De,
Aisa Hone De,  Tu Zara.

Main Toh Tere Shab Ki Subah Hoon Na,
Hathon Ki Lakeeron Mein Likha Hoon Na [x2].

[Instrumental brake],

Rehta Hai,
Mere Hontohn Pe Tere Hontohn,
Ka Nishaan,
Hota Hai,
Tanha Raaton Mein Tere Hone Ka Gumaan,

Mujhe Mehsus Huwa Hai,
Aisa Laga Hai,
Tum ne Chua Hai Na,

Main Toh Tere Shab Ki Subah Hoon Na,
Haathon Ki Lakeeron Mein Likha Hoon Na [x2].

[Instrumental brake],

[Femal Verse],
Lazim Hai,
Jaise Sanson Ke Liye Lazim Hai Hawa,
Vaisi Hi,
Mere Liye Zaruri Hona Hai Tera,
Tere Mere Pyaar Ke Rishta,
Sadiyon Rahega,
Sadiyon Raha Hai Na,

Main Toh Tere Shab Ki Subah Hoon Na,
Hathon Ki Lakeeron Mein Likhi Hoon Na,

Main Toh Tere Shab Ki Subah Hoon Na,
Hathon Ki Lakeeron Mein Likha Hoon Na,

The song Rootha Kyun is sung by Shaarib & Toshi Feat. Mohit Chauhan/Payal Dev in the music direction of Shaarib & Toshi and lyrics written by Azeem Shirazi.