Samundar – Babbu Maan

Samundar Lyrics from Babbu Maan is a Hindi song that he has written, produced and very well sung all by himself. The music video has direction from Sukh Sanghera, released by artist’s own music label.

NEW SAMUNDAR SONG LYRICS BY BABBU MAAN

Tu toh kehta hai ke
Main ret ki tarah bikhar gaya -x2,

Uska kya huwa
Jo samandar mein utar gaya -x3,

Woh udata hai raha aur
Main bhi udta raha -x2,

Kaat di dor bereham ne
Ke jab main shikhar gaya,

Uska kya huwa jo samandar mein utar gaya -x2.

Tum ruko aya
Ye kehke nikla tha wo -x2,

Main usi waqt usi mod par sanam
Thehar gaya.

Uskaa kya hua
Jo samandar mein utar gaya -x2.

Baad dangon ke utha’ta tha woh laashon ko -x3,

Wo bechara kal raat dange mein mar gaya.

Uska kya huwa jo samandar mein utar gaya
Utar gaya.

Maan ne yuhin ushaala tha
Khat hawaon mein -x2,
Na jaane kaise be-reham teri shat pe gir gaya.

Uska kyaa huwa jo samundar mein utar gaya
Utar gaya.