Tajdar E Haram Lyrics – Atif Aslam From Coke Studio S08 E01
Tajdar E Haram Lyrics,New Atif Aslam Tajdar E Haram Lyrics From Coke Studio S08 E01,2015 New Atif Aslam Songs In Coke Studio Pakistastan Season 8 Episode 1.Tajdar- e –Haram by Atif Aslam Lyrics.
A tribute to Sabri Brothers
Song : Tajdar- e –Haram
Singer : Atif Aslam
Produced by : Strings
Guest Musicians: Arsalan (Harmonium),Tanvir Sahab (Rubab)
Atif Aslam, Tajdar- e -Haram, Coke Studio Season 8, Episode 1
Tajdar –E -Haram by Atif Aslam Lyrics
Kismat Mein Meri Chain Se Jeena Likh De
Doobe Nahi Kabhi Mera Safeenah Likh De
Jannat Bhi Gawaarah Hai Magar Mere Liye
Ae Kaatib-E Taqdeer Madeenah Likh De
Taajdaar E Haram
Taajdaar- E- Haram Ho Nigaah -E Karam [x2]
Hum Gareebon Ke Dil Bhi Sanwar Jayenge
Haami-E-Be Kasaan Kya Kahega Jahaan [x2]
Aapke Dar Se Khali Agar Jayenge
Taajdaar- E- Haram …Taajdaar- E- Haram
Koi Apna Nahi Gham Ke Maare Hain Hum [x2]
Aapke Dar Pe Fariyad Laaye Hain Hum
Ho Nigaah E Karam Varna Chaukhat Pe Hum [x2]
Aapka Naam Le Le Ke Marr Jayenge
Taajdaar- E- Haram …Taajdaar- E- Haram
Kya Tum Se Kahoon Ae Arab Ke Kunwar
Tum Jaante Ho Mann Ki Batiyaan
Dar Furqat- E Toh Aye Ummi Laqab
Kaate Na Kate Hain Ab Ratiyaan
Tori Preet Mein Sudh Budh Sab Bisri
Kab Tak Yeh Rahegi Be-Khabri
Gaahe Ba-Figan Duzeedah Nazar
Kabhi Sun Bhi Toh Lo Hamari Batiyaan
Aape Ke Dar Se Koi Na Khali Gaya [x2]
Apne Daaman Ko Bhar Ke Sawaali Gaya
Ho Habeeb-E Hazeen
Ho Habeeb-E Hazeen Par Bhi Aaka Nazar
Warna Auraaq-e Hasti Bikhar Jayenge
Ho Habeeb-E Hazeen Par Bhi Aaka Nazar
Warna Auraaq-e Hasti Bikhar Jayenge
Taajdaar- E- Haram …Taajdaar- E- Haram
Mai-Kasho Aao Aao Madeene Chalein
Madeene Chalein.Madeene Chalein..Madeene Chalein
Meh-Kasho Aao Aao Madeene Chalein
Madeene Chalein.Madeene Chalein..Madeene Chalein
Aao Madeene Chalein ..Aao Madeene Chalein
Isi Mahine Chalein Aao Madeene Chalein
Aao Madeene Chalein ..Aao Madeene Chalein
Isi Mahine Chalein Aao Madeene Chalein
Tajjaliyon Ki Ajab Hai Fiza Madeene Mein [x2]
Nigaah-e Shauk Ki Hai Inteha Madeene Mein [x2]
Gham-e Hayaat Na Khauf-e Qaza Madeene Mein
Namaaz-e Ishq Karenge Ada Madeene Mein
Baraah-e Raast Hai Raah-e Khuda Madeene Mein
Aao Madeene Chalein ..Aao Madeene Chalein
Isi Mahine Chalein Aao Madeene Chalein
Meh-Kasho Aao Aao Madeene Chalein [x2]
Dast-e Saaqi-ye Kausar Se Peene Chalein [x2]
Yaad Rakho Agar..Yaad Rakho Agar [x2]
Uth Gayi Ik Nazar
Jitne Khali Hain Sab Jaam Bhar Jayenge
Yaad Rakho Uth Gayi Ik Nazar ..Woh Nazar
Jitne Khali Hain Sab Jaam Bhar Jayenge
Taajdaar- E- Haram …Taajdaar- E- Haram
Khauf-e Toofan Hai Bijliyon Ka Hai Darr [x2]
Sakht Mushkil Hai Aaka Kidhar Jayein Hum
Aap Hi Agar Na Lenge Humari Khabar
Hum Museebat Ke Maare Kidhar Jayenge
Aap Hi Agar Na Lenge Humari Khabar
Hum Museebat Ke Maare Kidhar Jayenge
Taajdaar- E- Haram …Taajdaar- E- Haram
Ya Mustafa Ya Mujtaba Irham Lana Irham Lana [x2]
Dast-e Hamaa Be-Chaara Ra Damaan Tuhi,Damaan Tuhi
Mann Aasi-yam,Mann Aajiz-am Mann Bekasam Haal-e Mera
Prusaan Tuhi ..Pursaan Tuhi [x2]
Ae Mush-bed Ambar-Fishaan
Paik-e Naseem-e Subha Dam
Ae Chaarahgar Eeesa-Nafas
Ae Moonis-e Beemar-e Gham
Ae Qaasid-e Farkundah Pah
Tujhko Usi Gul Ki Kasam
In Naalti Ya Reeh As-Saba
Yauman Ila Ard Il-Arham
Balligh Salaami Raudatan Feeh-an Nabi Mohtaram
Taajdaar- e- Haram Ho Nigaah-e Karam
Hum Gareebon Ke Dil Bhi Sanwar Jayenge
Haami-E-Be Kasaan Kya Kahega Jahaan [x2]
Aapke Dar Se Khali Agar Jayenge
Taajdaar- E- Haram …Taajdaar- E- Haram ..
Taajdaar- E- Haram