Tu Dua Hai Dua Lyrics – Mohd Irfan From Ishq Ne Crazy Kiya Re

Tu Dua Hai Dua Lyrics – Mohd Irfan From Ishq Ne Crazy Kiya Re
Tu Dua Hai Dua Lyrics – Mohd Irfan From Ishq Ne Crazy Kiya Re

Song: Tu Dua Hai Dua | Singer: Mohd. Irfan | Music: Rishi Siddharth | Lyrics: Ravi Basnet.

Tu Dua Hai Dua Lyrics From Ishq Ne Crazy Kiya Re Movie Is Sung By Mohd Irfan & Composed By Rishi Siddharth.While Lyrics Of Tu Dua Hai Dua Are Penned By Ravi Basnet.

Tu Dua Hai Dua Song Lyrics Ishq Ne Krazy Kiya Re

Tu Jo Kehde Agar Toh Main Jeena Chhod Doon,
Bin Soche Ik pal Saans Lena Chhod Doon,
[Repeat],
Na Rahoon,Na Jiyoon,Koi Lamha Tere Bin,
Zindagi Hai Thami Tujhmein Hi Kahin,
Tu Dua Hai Dua,Khahishon Ki Dua [x4].

Main Tera Aks Hoon,Tu Jahaan Main Wahin,
Main Fanaah Hoke Bhi Jiyunga,Tujhmein Hi,
khud Se Hoon Judaa,Jaanta hai Khuda,
Tu Hi Tu, Har Jagah Main Yahaan, Main Na Raha,
Tu Dua Hai Dua,Khahishon Ki Dua [x4].

Kya Hua,Kisliye Fasle Darmiya,
Yeh Btaa Ho Gaya Mujhse Kya Aise Gunah,
Dard Kyun Hai Mile Aise Yeh Silsile,
Akhein Nam Kyun Hui,
Kyun Bhala Yeh Berukhi,
Tu Dua Hai Dua,Khahishon Ki Dua [x4].

[irp posts=”665″ name=”Gaaye Jaa Lyrics From Brothers by Mohammed Irfan”]