Tujhse Naraz Nahi Zindagi From Old Hindi Songs: It’s is a male version of beautiful superhit song from Naseeruddin Shah & Shabana Azmi starrer Masoom (1983) directed by Shekhar Kapoor. The evergreen track is sung by Anup Ghoshal with music composed by R D Burman and lyric penned down by Gulzar.
Movie: Masoom (1983) Singer: Anup Ghoshal Actors: Naseeruddin Shah, Shabana Azmi Music Director: R D Burman Lyricist: Gulzar Director: Shekhar Kapoor |
Tujhse Naraaz Nahin Zindagi Male Lyrics is a song from the 1983 movie Masoom starring Naseeruddin Shah, Shabana Azmi, Tanuja, Urmila Matondkar and Jugal Hansraj. Enjoy watching this beautiful superhit song.
TUJHSE NARAZ NAHIN ZINDAGI LYRICS – MASOOM MOVIE | NASEERUDDIN SHAH, JUGAL HANSRAJ | FILMIGAANE
Tujhse naraaz nahi zindagi
Hairaan hoon main
Ho hairaan hoon main.
Tere masoom sawalon se
Pareshaan hoon main
Ho pareshaan hoon main.
Tujhse naaraz nahin zindagi
Hairan hoon main
Ho hairan hoon main.
Tere masoom sawalon se
Pareshaan hoon main
Ho pareshaan hoon main.
Jeene ke liye
Socha hi nahin
Dard sambhalne honge (x2).
Muskurayein toh
Muskurane ke
Karz utaarne honge,
Ho muskuraun kabhi
Toh lagda hai
Jaise honto pe karz rakha hai.
O tujhse naraz nahi zindagi
Hairaan hoon main
Ho hairaan hoon main.
Zindagi tere gham ne humein
Rishte naye samjhaye (x2),
Mile jo hume
Dhoop mein mile
Shaaon ke thande saaye.
Tujhse naraaz nahin zindagi
Hairan hoon main
Ho hairan hoon main.
Aaj agan bhar ayi hai
Boondein baras jayegi (x2),
Kal kya pata inke liye
Aankhein taras jayegi.
Ho jaane kab gum huwa
Kahan khoya
Ik aansu chupa ke rakha tha.
Tujhse naaraz nahin zindagi
Hairaan hu main
Ho hairaan hu main,
Tere masoom sawaalon se
Pareshan hoon main
Ho pareshaan hoon main (x3).