Zamana Tumhara Ya Hussain Lyrics Translation | Nadeem Sarwar

“Zamana Tumhara Ya Hussain” by Nadeem Sarwar has lyrics from Jawad Jaffri and Nadeem Sarwar. Ali Jee, Ali Shanawar, and Nadeem Sarwar are the composers. The song opens with the declaration that the world belongs to Hussain, establishing its main idea.

Zamana Tumhara Ya Hussain Lyrics Translation | Nadeem Sarwar
Released: July 14, 2025

Zamana Tumhara Ya Hussain

Nadeem Sarwar

Lyricist
Jawad Jaffri, Nadeem Sarwar
Composer
Ali Jee, Ali Shanawar, Nadeem Sarwar

Nadeem Sarwar’s Zamana Tumhara Ya Hussain Lyrics Translation

The verses create a direct contrast between the past and the present. One line notes Hussain was once alone in Karbala, while today the world claims him as its own. This shift from solitude to global allegiance is central to the lyrics’ meaning.

Jag Hai Tumhaara Maula Jag Hai Tumhaara DekhoThe world is yours, O Master, see, the world is yours
Ya Hussain Saara Jag Hai Tumhaara MaulaO Hussain, this whole world is yours, O Master
Hamaara Jag Hai Tumhaara Jag Hai Tumhaara DekhoOur world is your world, see, it is yours
Ya Hussain Saara Jag Hai TumhaaraO Hussain, the entire world is yours
Sadaaye Hum Jo Kal Goonj Rahi Thi Sehra MeinThe call that echoed yesterday in the desert
Sadaaye Hum Jo Kal Goonj Rahi ThiThe call that echoed yesterday
Aaj Talak Sadiyon Se Wohi Goonj Rahi Hai Duniya MeinStill echoes today across the world for centuries
Aap Akele The MaulaYou were alone then, O Master
Ab Saari Duniya Saath Mein HaiNow, the entire world is with you
Saath Hi Aisa Ab Sabka Jeena Marna Saath Mein HaiSuch is this bond that we now live and die together
Zamana Tumhara Ya HussainThis era is yours, O Hussain
Saara Zamana Haan Yeh Saara Zamana Hai Tumhaara Ya HussainThis whole era, yes, this entire era is yours, O Hussain
Ya Hussain Tum Akele Nahin HoO Hussain, you are not alone
Ya Hussain Saara Zamana Hai Tumhaara Ya HussainO Hussain, this entire era is yours, O Hussain
Yeh Zameen-O-Aasmaan Keh Rahi HaiThe earth and sky are saying this
Har Jama Keh Raha HaiEvery gathering is saying it
Har Nazaara Ya HussainEvery sight proclaims it, O Hussain
Tum Akele Nahin Ho Ya HussainYou are not alone, O Hussain
Roze AashuraOn ‘the Day of Ashura’
Laakhon Mein Tanha HussainHussain was alone among millions
Humko Bula Rahe TheHe was calling to us
Halmin Ka Naara Hai Yeh IshaaraThe call of ‘Is there any helper?’ was a sign
Hussain Sabko Jaga Rahe TheHussain was awakening everyone
Zinda Raha Hai Zinda RahegaIt has remained alive and will remain alive
Halmin Ka Naara Hussain KaThe call of Hussain for a helper
Har Dil Ki Dua Har Lab Pe SadaThe prayer of every heart, the cry on every lip
Yeh Khazaana Hai Tumhaara Ya HussainThis treasure is yours, O Hussain
Tum Akele Nahin Ho Ya HussainYou are not alone, O Hussain
Saara Zamana Yeh SaaraThis whole era, this entire
Zamana Tumhara Ya HussainEra is yours, O Hussain
Ya Hussain Tum Akele Nahin Ho Ya HussainO Hussain, you are not alone, O Hussain
Main Bhi Do Jahan Se SawaareI too have journeyed from both worlds
Jahan Ho Hum Wahan Ya HussainWhere you are, we are there, O Hussain
Hum Sabka Hai Naara Ya HussainThis is the slogan of us all, O Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Bolo Hussain HussainO Hussain, O Hussain, say Hussain, Hussain
Ya Hussain Ya HussainO Hussain, O Hussain
Kal The Akele Karb-O-Bala MeinYesterday, you were alone in ‘the land of Karbala’
Hussain Koi Na Tha TumhaaraO Hussain, you had no one
Aur Aaj Aalam Pukarta Hai Hussain HamaaraAnd today, the world proclaims, “Hussain is ours”
Hamaara Hussain HamaaraOurs, Hussain is ours
Badla Hai Kaisa Dekho NazaaraLook at how the scene has changed
Thikaana Hussain KaIt is the refuge of Hussain
Tum Pe Bheja Subah ShaamSent to you morning and evening
Saari Qaumon Ka SalaamAre the salutations of all nations
Sab Ne Milke Hai Pukaara Ya HussainEveryone has called out together, O Hussain
Tum Akele Nahin Ho Ya HussainYou are not alone, O Hussain
Saara Zamana Yeh SaaraThis whole era, this entire
Zamana Tumhara Ya HussainEra is yours, O Hussain
Tumhaara Ya HussainIt is yours, O Hussain
Tum Akele Nahin Ho Ya HussainYou are not alone, O Hussain
Yeh Zameen Aasmaan Keh Rahi HaiThis is what the earth and sky declare
Har Jama Keh Raha HaiEvery gathering is saying it
Har Nazaara Ya HussainEvery sight proclaims it, O Hussain
Tum Akele Nahin Ho Ya HussainYou are not alone, O Hussain
Crore Dil Hai Jo Aaj MaulaThere are tens of millions of hearts today, O Master
Tumhaari Jaanib Rawaa Dawa HaiThat are marching toward you
Labbaik Maula Labbaik Maula“We are at your service, Master, we are at your service”
Yahi Sadaaye Zubaan Zubaan HaiThis is the call on every tongue
Har Kaarwaan Mein Har Ek Jaan MeinIn every caravan, in every soul
Naam Aa Raha Hai Hussain KaThe name of Hussain arises
Sabka Pyaara Ya HussainThe beloved of all, O Hussain
Sabka Sahaara Ya HussainThe support of all, O Hussain
Har Zamana Hai Tumhaara Ya HussainEvery era is yours, O Hussain
Tum Akele Nahin Ho Ya HussainYou are not alone, O Hussain
Main Hoon Jahan Tum Wahan MaulaWhere I am, you are there, O Master
Jahan Ho Hum Wahan Ya HussainWhere you are, we are there, O Hussain
Ya Hussain Ya HussainO Hussain, O Hussain
Yeh Goonjega Yeh GoonjegaIt will echo, it will echo
Sab Galiyon Mein Sab Raahon MeinIn every street, on every path
Sab Shehron Mein Maidaanon MeinIn every city, in every field
Dil Ki Dhadkan Mein Aangan MeinIn the heart’s beat, in the courtyard
Sehraon Mein Daryaon Mein Sabon MeinIn deserts, in rivers, in everyone
Ram Mein Baaton Mein Naam Hussain Ka GoonjegaIn devotion, in conversation, the name of Hussain will echo
Zamana Yeh Saara Zamana Hai Tumhaara Ya HussainThis era, this entire era is yours, O Hussain
Hussain Tum Akele Nahin Ho Ya HussainHussain, you are not alone, O Hussain
Yeh Zameen-O-Aasmaan Keh Rahi HaiThe earth and sky are saying this
Har Shai Keh Rahi HaiEvery single thing is saying it
Har Nazaara Ya HussainEvery sight proclaims it, O Hussain
Tum Akele Nahin Ho Ya HussainYou are not alone, O Hussain
Salaam Tum Par Janabe ZainabPeace be upon you, Lady Zainab
Hussain Ban Kar Dikhaya TumneYou showed us the way by becoming like Hussain
Qadam Qadam Par Suna Ke KhutbeAt every step, by delivering your ‘sermons’
Hussainiyat Ko Badhaya TumneYou elevated the mission of Hussain
Nauha Sunaya Matam KarayaYou recited laments, you led the mourning
Parcham Uthaya Hussain KaYou raised the flag of Hussain
Kabhi Bazaar Kabhi DarbaarSometimes in the marketplace, sometimes in the court
Bibi Zainab Ne Pukaara Ya HussainLady Zainab called out, O Hussain
Tum Akele Nahin Ho Ya HussainYou are not alone, O Hussain
Tum Akele Nahin Ho Ya HussainYou are not alone, O Hussain
Saara Zamana Yeh SaaraThis whole era, this entire
Zamana Tumhara Ya HussainEra is yours, O Hussain
Tum Akele Nahin Ho Ya HussainYou are not alone, O Hussain
Main Do Jahan Ke SahaareI am the support of both worlds
Jahan Ho Hum Wahan Ya HussainWhere you are, we are there, O Hussain
Hum Sabka Hai Naara Ya HussainThis is the slogan of us all, O Hussain
Ya Hussain Ya Hussain Ya HussainO Hussain, O Hussain, O Hussain
Kya Wafadaar The Hussain WaaleHow loyal were the people of Hussain
Jo Karbala Mein TheWho were in Karbala
Paara Paara Sadaaye HalminThough torn to pieces, the call of ‘Is there any helper?’
Woh Sun Rahe TheThey were hearing it
Hussain Ka Tha Yeh IsteghasaThis was Hussain’s plea for help
Abbas Aao Mujhko Sambhaalo“Abbas, come and support me”
Koi Raha Na Hussain KaNo one was left for Hussain
Shaheedon Ne KahaThe martyrs said
Tum Pe Ho Jaayein Fida“May we be sacrificed for you”
Mile Jaan Jo Dobaara Ya Hussain“If we were given life again, O Hussain”
Tum Akele Nahin Ho Ya HussainYou are not alone, O Hussain
Tum Hi Ho Ya HussainIt is only you, O Hussain
Ya Hussain Saara Hai MaulaO Hussain, everything is yours, Master
Haazir Hain Haazir Hain MaulaWe are present, we are present, O Master
Hamaara Dil Bhi Hai Aur Jaan Bhi Tumhaari Ya MaulaOur hearts and our lives are yours, O Master
Hum Na Bhooleinge KarbalaWe will not forget Karbala
Hum Na Bhooleinge AashuraWe will not forget ‘Ashura’
Sada Yeh Naara Hussain KaForever this slogan of Hussain
Sada Yeh Naara HussainForever this slogan of Hussain
Haazir Hain Haazir Hain MaulaWe are present, we are present, O Master

Zamana Tumhara Ya Hussain Music Video

The song takes the form of a recurring refrain, “Tum Akele Nahin Ho.” This structure answers a historical call for help from the Day of Ashura. The track presents contemporary devotion as the living fulfillment of that plea.