Wafa Ne Bewafai Lyrics: Arijit Singh | Tera Suroor

Wafa Ne Bewafai Lyrics: Arijit Singh | Tera Suroor

wafa-ne-bewafai-lyrics-arijit-singh-tera-suroor

Song: Wafa Ne Bewafai (Teraa Surroor)

Singer: Arijit Singh, Neeti Mohan, Suzanne DMello

Star Cast: Himesh Reshammiya, Farah Karimaee, Naseeruddin Shah, Shekhar Kapur, Kabir Bedi & Shernaz Patel.

Music Director: Himesh Reshammiya | Label : T-Series

Wafa Ne Bewafai Lyrics by Arijit Singh, Neeti Mohan & Suzanne DMello, is a Hindi Sad Song From Tera Suroor Film Featuring Himesh Reshammiya.Lyrics of Arijit Singh’s Wafa Ne Bewafai Songs Are Written by Sameer Anjaan.

Wafa Ne Bewafai Song Lyrics Teraa Surroor Ft Himesh Reshammiya

Ek Daur Woh Tha,
Mujhse Bhi Zyada, Unko Fikar Thi Meri,
Kehte The Mujhse, Ruksat Na Honge,
Milke Dobara Kabhi,
Ab Toh Gairon Se Mera Haal,
Poocha Jaata Hai,
Yahi Darde Dil Mere Dil Ko Rulata Hai,
Wafa Ne Befawai, Bewafai, Bewafai Ki Hai [x3],
Wafa Ne Bewafai.

When I Look Into You Eyes,
Baby I’m in Paradise,
We Can take You To The Sky,
We Can Make You And I,
[Repeat].

Meri Aashiqui Yeh, Rabb Ke Hawaale,
Roothe Yaar Ko bas, Koi Manaale,
Yaadon Ki Sooli Dil Mein,
Gad Jaati Hai,
Veeraniyan Jab Had Se, bad Jaati Hai.

Ik Daur Woh Tha, Mujhse Se Bhi Zyada,
Unko Fikar Thi Meri..
Kehte The Mujhse, Ruksat Na Honge,
Milke Dobara Kabhi,

Ab Toh Gairon Se Mera Haal Poocha Jata Hai,
Yahi Darde Dil Mere Dil Ko Rulaata Hai,
Wafa Ne Befawai, Bewafai, Bewafai Ki Hai [x3],
Wafa Ne Bewafai.

Kuch Baatein Aisi Hoti Hain,
Jinko Bayaan Karna,
Lafzon Mein, Namunkin Hota Hai,
Jab Wafa Bewafa Hoti Hai,
Koi Na Koi, Wajah Hoti Hai [x2].

Kyun Faaslon, Nazdeekiyan Hai,
Kyun Zindagi Mein, Tabdeeliyan,
Kyun Tanha Dil Yeh Mera,
Mujhse Kahe, Yeh Silsila Bas Yunhi Chalta Rahe,
Jaane Kya Hua Hai, Jiski Wajah Se,
Manzilein Judaa Si Lag Rahi,

Anjaani Raah Pe Dil Yeh Kyun,
Khud Ko Paata Hai,
Yahi Dard E Dil Mere Dilko Rulaata Hai,
Wafa Ne Befawai, Bewafai, Bewafai Ki Hai [x3],
Wafa Ne Bewafai.