Allah Ka Ghar Lyrics Meaning in English — Nabeel Shaukat Ali | Tahseen Sakina

“Allah Ka Ghar Lyrics English Meaning,” an Urdu hymn by Nabeel Shaukat Ali and Tahseen Sakina, resonates with reverence and spiritual devotion. Meaning “House of Allah,” the title encapsulates the sanctity of the Kaaba, a symbol of divine presence and worship. Khadim Hussain’s lyrics unfold a narrative of faith, humility, and the triumph of monotheism. At the same time, Nabeel Shaukat Ali’s composition enhances the verses’ profound sense of awe and submission. This sacred song features Nabeel Shaukat Ali and Tahseen Sakina, delivering a heartfelt ode to the spiritual legacy of Islam.

Allah-Ka-Ghar-Lyrics-Meaning-in-English-Nabeel-Shaukat-Ali-Tahseen-Sakina
Track Title Allah Ka Ghar
Backing Singer Nabeel Shaukat Ali, Tahseen Sakina
Poet Khadim Hussain
Beat by Nabeel Shaukat Ali
Stars Nabeel Shaukat Ali, Tahseen Sakina
Release Date March 1, 2025

Nabeel Shaukat Ali and Tahseen Sakina’s current song “Allah Ka Ghar” conveys a powerful message of devotion, tracing the Kaaba’s history from its foundation by Ibrahim to its purification by Muhammad. Khadim Hussain’s lyrics evoke the cleansing of sins through prayer and the eternal echo of “La ilaaha illalah,” stirring a deep connection to faith and its historical roots. The chorus line, “Allah Ka Ghar, Sajdon Ka Dar,” translates to “House of Allah, door of prostrations.”

Nabeel Shaukat Ali | Tahseen Sakina’s Allah Ka Ghar Lyrics English (Meaning)

Ye Kaaba Jise Kehtay Hain Hum
This ‘Kaaba’ (‘Kaaba’ – the most sacred site in Islam, located in Mecca) that we speak of,
Mere Rab Ki Bari Nishani Hai
Is a great sign of my Lord
Ye Markaz Bana Ibaadat Ka
It is the center of worship.
Jhukti Yahan Har Paishani Hai
Every forehead bows here.

Allah Ka Ghar Sajdon Ka Dar
It’s the house of Allah, the place of prostrations.
Jhuktay Yahan Momino Ke Hain Sar
The heads of believers bow here.
Dhul Jatay Hain Dil Ke Gunah
The sins of the heart are washed away.
Rehman Hai Wo Tu Tauba To Kar
He is the Most Merciful; repent.

Tere Khaleel Ki Bunyaad Hai
Its foundation is by your ‘Khaleel’ (Prophet Ibrahim/Abraham (peace be upon him)).
Taameer E Kaaba Hamein Yaad Hai
We remember the construction of the Kaaba.
Aaya Tha Kaabay Mai Jab But Shikan
When the idol-breaker came to the Kaaba,
Kiya Mustafa Ne Jo Abaad Hai
What Mustafa (Prophet Muhammad (peace and blessings be upon him)) made prosperous.

Kaabay Mai Goonji Thi Ye Hi Sada
This very sound echoed in the Kaaba,
La Ilaaha Illallah
”La ilaha illallah” (There is no god but Allah).
Farishton Ne Aake Ki Hamd O Sana
The angels came and offered praise and gratitude.
La Ilaaha Illallah
‘La ilaha illallah’.

Kya Tha Wo Manzar Kya Tha Sama
What a sight it was, what an atmosphere.
Chat Pe Bilal Ne Di Thi Azaan
Bilal (a companion of the Prophet Muhammad (peace and blessings be upon him)) gave the ‘Azaan’ (‘Azaan’ – the Islamic call to prayer) on the roof.
Sun Ke Sahaba Bhi Rone Lage
Hearing it, the Companions began to weep.
Qurban Nabi Pe Wo Hone Lage
They were ready to sacrifice themselves for the Prophet (peace and blessings be upon him).

Allah Se Ki Sab Ne Faryaad Hai
Everyone pleaded with Allah.
Hurmat E Kaaba Rahe Shaad Hai
May the sanctity of the Kaaba remain joyful.
Aaya Tha Kaabay Mai Jab But Shikan
When the idol-breaker came to the Kaaba
Kiya Mustafa Ne Jo Abaad Hai
What Mustafa (Prophet Muhammad (peace and blessings be upon him)) made prosperous.

Kaabay Mai Goonji Thi Ye Hi Sada
This very sound echoed in the Kaaba,
La Ilaaha Illallah
‘La ilaha illallah’.
Paigham E Deen Yun Mukamal Hua
The message of faith was thus completed.
La Ilaaha Illallah
‘La ilaha illallah’.

Zam Zam Mai Rakhi Hai Rab Ne Shifa
The Lord has placed healing in ‘Zamzam’ (a well in Mecca considered sacred in Islam).
Hai Ismail Ka Ye Maujza
It is a miracle of Ismail (Ishmael (peace be upon him)).
Jannat Ka Pathar Kaabay Mai Laga
A stone from Paradise is placed in the Kaaba
Jisko Nabi Ne Hai Bosa Diya
Which the Prophet (peace and blessings be upon him) kissed

Mere Nabi Ka Ye Irshad Hai
This is the saying of my Prophet (peace and blessings be upon him).
Banda Gunahon Se Azaad Hai
A person is freed from sins.
Aaya Tha Kaabay Mai Jab But Shikan
When the idol-breaker came to the Kaaba,
Kiya Mustafa Ne Jo Abaad Hai
What Mustafa (Prophet Muhammad (peace and blessings be upon him)) made prosperous.

Kaabay Mai Goonji Thi Ye Hi Sada
This very sound echoed in the Kaaba.
La Ilaaha Illallah
‘La ilaha illallah’.
Risaalat Se Tauheed Ka Silsila
From prophethood, the chain of monotheism.
La Ilaaha Illallah
‘La ilaha illallah.’

Yaad Hamein Hai Wo Waqiya
We remember that incident.
Abraha Lashkar Le Kar Tha Khara
When Abraha stood with his army
Hukm Ababeelon Ko Phir Hua
Then, the command was given to the ‘Ababeel’ (birds mentioned in the Quran that protected the Kaaba).
Kiya Phir Parindon Ne Unko Tabaah
Then, the birds destroyed them.

Rab Ne Kiya Unko Barbaad Hai
The Lord destroyed them.
Unki Nasal Ab Tak Nashaad Hai
Their descendants are still unhappy.
Aaya Tha Kaabay Mai Jab But Shikan
When the idol-breaker came to the Kaaba,
Kiya Mustafa Ne Jo Abaad Hai
What Mustafa (Prophet Muhammad (peace and blessings be upon him)) made prosperous.

Kaabay Mai Goonji Thi Ye Hi Sada
This very sound echoed in the Kaaba.
La Ilaaha Illallah
‘La ilaha illallah’.
Baatil Mita Haq Hai Zaahir Hua
Falsehood perished, and the Truth became apparent.
La Ilaaha Illallah
‘La ilaha illallah’.

Hasbi Rabbi Jallallah
My Lord is sufficient for me, Glory be to Allah.
Mafi Qalbi Ghair Ullah
There is nothing in my heart except Allah.
Noor E Muhammad Sallallah
The light of Muhammad (peace and blessings be upon him).
La Ilaaha Illallah
There is no god but Allah.

Hasbi Rabbi Jallallah
My Lord is sufficient for me, Glory be to Allah.
Mafi Qalbi Ghair Ullah
There is nothing in my heart except Allah.
Noor E Muhammad Sallallah
The light of Muhammad (peace and blessings be upon him).
La Ilaaha Illallah
There is no god but Allah.

Allah Ka Ghar Music Video

Watch the Urdu music video for “Allah Ka Ghar” embedded above. It beautifully captures the song’s essence of reverence and spiritual renewal through the soulful performances of Nabeel Shaukat Ali and Tahseen Sakina.