Khuda Hai Tere Andar Lyrics: Arijit Singh: Ghayal Once Again Movie

Khuda Hai Tere Andar Lyrics: Arijit Singh: Ghayal Once Again Movie

khuda-hai-tere-andar-arijit-singh-ghayal-once-again-movie

Khuda Hai Tere Andar lyricsmint,new Ghayal once again Khuda Hai Tere Andar Video Songs Full Songs Lyrics ted.

Movie/Album: Ghayal Once Again (2016)

Song: Khuda Hai Tere Andar

Artist: Arijit Singh

Lyricist: Amitabh Bhattacharya

Star Cast: Sunny Deol, Om Puri, Murli Sharma, Prachi Desai, Soha Ali Khan

Music Composers: Shankar-Ehsaan-Loy

Released On: Jan 22, 2016

Khuda Hai Tere Andar Lyrics by Arijit Singh From Ghayal Once Again Film Featuring Sunny Deol, Is a Lovely, Inspirational Song.Lyrics of Arijit Singh Khuda Hai Tere Andar Song Are Penned by Amitabh Bhattacharya.

Khuhda Hai Tere Andar Song Lyrics Feat Sunny Deol

Bas Ek Chingari,
Se Aag Lagti Hai,
Woh Chingari Toh Soti Hai,
Tere Hi Seene Mein,
Zamana Jaisa Hai,
Usay Waisa Hi Rehne De,
Bataao Na, Maza Hi Kya,
Aise Jeene Mein.

Bas Ek Chingaari,
Se Aag Lagti Hai,
Woh Chingaari Toh Soyi Hai,
Tere Hi Seene Mein.

Karta Hai Kyun Shikayatein,
Pehle Sudhaar Aadatein,
Ik-Ik Boond Se Hi Banta Hai,
Samandar,

Khud Pehla Kadam Utha,
Khud Apni Qasam Ko Kha,
Tujhko Pata Nahi,
Khuda Hai Tere Andar.

Nakaamiyon Ke Bahane Hazaaron Hain,
Kiska Kasoor Kahein,
Par Zimmedaari Hamari Bhi Banti Hai,
Itna Zaroor Kahein,
Jo Ho Raha Hai Woh Aankhon Ke Aage Hai,
Nazrein Kyun Fer Lein Hum,

Apne Iraadon Se Manzar Badalne Ka,
Sare Pe Suroor Rahe,

Mere Yaara, Mere Yaara,
Sunle,
Dilki Pukaar Zara,

Sachaiyaan Sari, Nazdeek Hain Tere,
Jo Dhoonde Toh, Milengi Woh,
Tujhe Ayine Mein,
Zamana Jaisa Hai,
Usay Waisa Hi Rehne De,
Batao Na, Maza Hi Kya,
Aisa Jeene Mein.

Karta Hai Kyun Shikayatein,
Pehle Sudhaar Aadatein,
Ik-Ik Boond Se Hi Banta Hai,
Samandar.

Khud Pehla Kadam Utha,
Khud Apni Qasam Ko Kha,
Tujhko Pata Nahi, Khuda Hai Tere Andar [x3].